Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Neetu Singh
Home Neetu Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho hoo hoo hoo hoo ho hoo hoo hey heyyy o meri jaan bol meri jaan arre o meri jaan arre bol meri jaan teri aankhon ne jaane kya jadu kiya main bhi gaya mera dil bhi gaya o meri jaan bol meri jaan o meri jaan bol meri jaan tu neendon mein sapne piro gaya uss din se mujhe kuchh ho gaya o meri jaan bol meri jaan arre o meri jaan arre bol meri jaan teri aankhon ne jaane kya jadu kiya main bhi gaya mera dil bhi gaya pyaar jo kiya hai to bhoolana na mujhe chhod jaana na mujhe tadpaana na mujhe naa chhodna mujhe tadpana na mujhe pyaar jo kiya hai to bhoolana na mujhe chhod jaana na mujhe tadpaana na mujhe mere pyaar ko hai tera aasraa aabaad tujhse hai mera jahaan o meri jaan are bol meri jaan o meri jaan o bol meri jaan tu neendon me sapne piro gaya uss din se mujhe kuchh ho gaya har ghadi mujhe ab yehi kaam hai teri yaad hai yaa tera naam hai yaa teri yaad hai yaa tera naam hai har ghadi mujhe ab yehi kaam hai teri yaad hai yaa tera naam hai tere milne se dhadkan ne
o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya par dekh tu jo rooth kar chali jaayegi tere saath hi mere marne ki khabar jaayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya teri chaahat mera chaen churaayegi teri chaahat mera chaen churaayegi lekin tujhko bhi to neend na aayegi main to marr jaaoonga lekar naam tera naam magar kar jaaoonga badnaam tera tauba tauba phir kya hoga ke yaad meri dil tera tadpaayegi tere jaate hi tere aane ki khabar aayegi o meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jaana hai to ja teri marzi mera kya jo bhi ho meri iss prem kahaani ka jo bhi ho meri iss prem kahaani ka par kya hoga teri mast jawaani ka aashiq hoon main tere dil mein rehta hoon apni nahin main tere dil ki kehta hoon tauba tauba phir kya hoga ke baad mein tu ik
aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa shabaab pe main zara si sharaab phenkunga kisi haseen ki taraf ye gulaab phenkunga parda hai parda hai parda hai parda hai parda hai parda parda hai parda parde ke peechhe parda nasheen hai pardanasheen ko beparda na kar doon beparda pardanasheen ko beparda na kar doon to akbar mera naam nahin hai hey parde ke peechhe parda nasheen hai pardanasheen ko beparda na kar doon to akbar mera naam nahin hai main dekhtaaaaa hoon jidhar log bhi udhar dekhen kahaan theharti hai jaa kar meri nazar dekhen mere khaabon ki shehzaadi main hoon akbar ilhaabadi main shaayar hoon haseenon ka main aashique mehjabeenon ka tera daaman tera daaman tera daaman tera daaman naa chhodunga main har chilman main har chilman ko todunga naa dar zaalim zamaane se adaa se yaaa bahaane se zara apni surat dikha de samaa khubsoorat bana de nahin to tera naam le ke tujhe koi ilzaam de ke tujhko iss mehfil mein
pehle pehle pyaar ki mulaqaten yaad hain yaad hain mujhko to tumhari saari baatein yaad hain achha pehle pehle pyaar ki mulaqaten yaad hain mujhko to tumhari saari baatein yaad hain tum ko kaise bhul gaya dil ka ye apsana main tumko kya kahun o main tumko kya kahun deewana haan main tumko kya kahun deewana la la la la la la la la la la la la laaa main tumko kya kahun deewana o main tumko kya kahun deewana kitne logon se main milkar bhul jata hun ye to main janti hun meri aadat hai aksar main bhul jata hun haan baba haan janti hun kitne logon se main milkar bhul jata hun meri aadat hai aksar main bhul jata hun dekha phir kuchh bhul gaya mujhko yaad dilana mera kya naam hai ye bhi bhul gaye mera kya naam hai anjaana o mera kya naam hai anjaana la la la la la la la la la la la la laaa par main tumko kya kahun deewana achha main sab baaton ka hisaab rakhunga yaad rahega na bilkul yaadon aur baadon ki ek kitaab rakhunga dekho bhulna nahin bilkul nahi achha main sab
oye pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin teri meri umr mein kisne ye kiya nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin tere honth mere honth sil gaye to kya hua tere honth mere honth sil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua iss se pehle kya kabhi ye sitam hua nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai haan main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai unki baat kyun sune jinse waastaa nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya ye wo shouk hai ke jisse koi bhi bacha nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya
hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana saara zamana jab husn hi nahin to duniya mein kyaa kashish hai dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana la lala la la la la lala lala la la la lala lala la la saara zamana
shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne lekin zindagi ka nahin sapne jaisa tod tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara sunn lo sunn sako to rote armaanon ka shor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur hooo tum nikle koi aur
hooooo hoo hoo hoo baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen dekh ke humko duniyaa waale jalte hain jal jaayen haan baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen re baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen dekh ke humko duniyaa waale jalte hain jal jaayen baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen hum hain deewane phir kaisa darr masti mein kaatenge pyaar ka safar hum hain deewane phir kaisa darr masti mein kaatenge pyaar ka safar mail dilon ka jurm nahin ho jaaye chaahe sabko khabar hum naa honge judaa kar liyaa faislaa hooo baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen dekh ke humko duniyaa waale jalte hain jal jaayen baaraah baje ki suiyon jaise hum dono mil jaayen teri meri jodi hai itni haseen lag jaaye naa buri nazar kahin teri meri jodi hai itni haseen lag jaaye naa buri nazar kahin ik pal tere bin jaise ek din ab to akele raha jaata nahin muskuraate rahen yun hi gaate rahen hooo
tera phoolon jaisa rang tere shishey jaisa ang padi jaise hi nazar main to reh gaya dang aate jaate kare tang tere achhe nahin dhang main to karungi sagaayi kisi doosre ke sang ho mere hote koi aur kare tere baare gaur ho mere hote koi aur kare tere baare gaur yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane arre thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad tujhe launga main ghar chahe chale chooriya ohh tujhe launga main ghar chahe chale chooriya haye teri baaten hai ajab are ho le hona hai jo ab tujhe meri hi kasam kahin dhana na ghazab ho tujhe chodenge na hum chahe ro ke humen rab tu hai itna hi tang toh main rangi tere rang le main chali tere sang chahe chale chooriya le main chali tere sang chahe chale
kahin naam na apnaa likh dena kisi ulte seedhe kaagaz par hum dil kaa parchaa laaye hain naam us pe likha kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain ik shor uthaa kar jaayenge yaa dilbar le kar lautenge yaa jaan luta kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain garazte hain jo baadal baraste nahin keh do inn logo se jaayen aur kahin ye to naam ke aashiq aaye hain bas shor machaa kar jaayenge humein kasam hai apni jawaani ki mehboob ko paa kar jaayenge aye jaane wafa chehre pe na jaa nazaron se bhi kuchh andaaza kar nigaahen keh rahi hai mere dil ka fasaana ho tere saamne hai jo hai tera deewaana hum tujh ko aankhon hi aankhon mein hum tujh ko aankhon hi aankhon mein koi raaz bata kar jaayenge ye to shor machaa kar jaayenge tere chaahne waale aaye hain hum jaan gaye pehchaan gaye kya asli hai kya nakli hai haqeeqat hai haqeeqat kahaani hai kahaani tumhi se hai mohabbat tumhi ho zindgaani koi kuchh bhi kahe hum tum ko hi doli mein bitha kar jaayenge doli ke haqdaar hain
tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ho chudiyaan haathon mein pehnaa ke chudiyaan tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ke mauj banjaara le gaya hai ke mauj banjaara le gaya le gayaa tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan tune dil tak to mera le liya ho le liya dil tak to mera le liya tune dil tak to mera le liya ke wo kya bechaara le gaya haaye ke wo kya bechaara le gaya le gaya tune dil tak to mera le liya mere saamne hi koi begaana mere saamne hi koi begaana ke roop ka nazaara le gaya haaye ke roop ka nazaara le gaya le gaya tu jalta hai kyun re deewane deewane tu jalta hai kyun re deewane ke wo kya tumhaara le gaya haaye ke wo kya tumhaara le gaya le gaya tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan hooooo isse mere hi tu naam lagaa de isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki dil lega koi mera dilwaala ye baat nahin tere bas ki bas ki aaj husn ka jalwa de de aaj husn ka jalwa de de to kal se main
teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu bakshees kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar ho teri marzi se aye maalik hum iss duniya mein aaye hain tum log chup kyun ho gaye gaao na bachcho gaao ho teri marzi se ae maalik hum iss duniya mein aaye hain teri rehmat se hum sab ne ye jism aur jaan paaye hain tum apni nazar hum par rakhana kis haal mein hai ye khabar rakhana teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar tu chaahe to humein rakhe tu chaahe to
thokar pe hai saara zamaana jo ban jaaye mera nishaana mushkil hai uska bach jana kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein thokar pe hai saara zamaana jo ban jaaye mera nishaana mushkil hai uska bach jana kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein mana mere yaar mana hua hai tu sikaari khoob nibhaata hai tu yaari sun le zara tu maine bhi ab tak baazi nahin hai koi haari main hon tere saath aa mil ke rang wo jamaayen kuchh aise jalwe dikhaayen hum to wo hain maut ko bhi hans ke gale lagaayen kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein hmm hmm hmm hmm mujhe hai khabar jo tere dil mein hai pyaare raaz main jaanu tere saare yahaan ka badla yahin milega aisa to aksar hua re aise na kaho panchhi kahin na udd jaayen jaal mein phir nahin aayen pyaar se iske kaatenge par hum koi samjh hi na paaye kyukiii saari ki
hoooooooooo tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee tumne jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee are tumne jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la laaaaaa bade afsos ki hai baat mile to milaaya nahin haath bade afsos ki hai baat mile to milaaya nahin haath baithe ho aankh chura ke dekho to aankh mila ke humko hai kya shikayat hooo poochho to paas bula keeeee poochh bhi lo naa are tumne hai jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la tum kitne din baad mile tum itne din kahaan rahe jaan ke jo anjaan bane koi uss se kya kaheeeee are tumne hai jaana nahin humen pehchaana nahin lala lala lala la la laaaaaa koi nahin tha wo tum hi theeeee koi nahin tha wo humin the aye aye koi nahin tha wo tum hi theeeee koi nahin tha wo humin the hum tum mein dosti thi seene mein aag si thi
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare ho o o chhedo tarane milan ke pyaare pyaare sang hamare badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichhdenge na hum kabhi badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichhdenge na hum kabhi yun bhi jaoge aakhir kahan hoke hamare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare aage bhi hoga jo uska karam yeh din to manayenge har saal hum apne aangan naache gaayenge chanda sitare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare
yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare ho o o chhedo tarane milan ke pyaare pyaare sang hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichadenge naa hum kabhi badle na la la la la la la la apna yeh la la lala la aalam kabhi la la la la lala la jeevan mein la la la la la la bichadenge la la lala la naa hum kabhi yunhi jaoge aakhir kahan ho ke hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare aage bhi hoga jo uska karam yeh din to manayenge har saal hum apne aangan naache gaayenge chanda sitaare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare lala la lala la lala la lala la la la lala la la lala la la lala la la lala la la
sare mehfil mera imaan beimaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga mera qaatil mere ghar mein mera mehmaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye zameen par paanv mat rakhna kahin maila naa ho jaaye naa jaana chandani mein ye badan maila naa ho jaaye khudaya bhej de jannat se tu apni bahaaron ko sajaa de aasmaan tu raah mein inki sitaaron ko sharik e zindagi hona tera ehsaan ho gaya ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga wahi hoga jo manjoor e khuda hoga khuda hoga ho yaaro ab kya hoga yaaro ab kya hoga nahin the hum kisi kaabil jagah de di humen dil mein kare hum shukriyaa kaise ke rakh li laaj mehfil mein naa phoolon ki tamanna hai naa chahat hai sitaaron ki tumhare pyaar ke aage zarurat kya bahaaron ki tumhari baahon mein rehna mera armaan ho gaya ho yaaro
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Meri Jaan Jaani Dushman (1979) 05:20 21058
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Neetu Singh
Duration : 05:20   Song Number : 21058   

O Meri Mehbooba Dharam Veer (1977) 06:01 18000
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:01   Song Number : 18000   

Parda Hai Parda Amar Akbar Anthony (1977) 08:03 18254
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Duration : 08:03   Song Number : 18254   

Pehle Pehle Pyaar Ki The Great Gambler (1979) 04:41 12517
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 04:41   Song Number : 12517   

Pyar Kar Liya To Kya Kabhi Kabhie (1976) 03:41 12229
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 12229   

Saara Zamana Yaarana (1981) 04:30 18277
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18277   

Shikwa Koi Tumse Dhan Daulat (1980) 04:49 12323
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:49   Song Number : 12323   

Teen Char Panch Jhoota Kahin Ka (1979) 05:23 13445
 
Poster of Jhoota Kahin Ka (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:23   Song Number : 13445   

Tera Phoolon Jaisa Rang Kabhi Kabhie (1976) 06:18 13483
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:18   Song Number : 13483   

Tere Chaahne Waale Aaye Hain Aatish (1979) 07:31 16197
 
Poster of Aatish (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle, Hemlata
On Screen Actors- 
Jeetendra, Neetu Singh
Duration : 07:31   Song Number : 16197   

Tere Haathon Mein Jaani Dushman (1979) 06:02 13391
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 06:02   Song Number : 13391   

Teri Hai Zameen Tera Aasmaan The Burning Train (1980) 05:26 21308
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Neetu Singh
Duration : 05:26   Song Number : 21308   

Thokar Pe Hai Saara Zamaana Duniya Meri Jeb Mein (1979) 05:33 16588
 
Poster of Duniya Meri Jeb Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:33   Song Number : 16588   

Tum Kitne Din Baad Mile The Great Gambler (1979) 04:35 14346
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:35   Song Number : 14346   

Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 03:31 21388
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 03:31   Song Number : 21388   

Yaadon Ki Baraat Yaadon Ki Baaraat (1973) 03:23 14416
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman, Neetu Singh, Tariq
Duration : 03:23   Song Number : 14416   

Yaadon Ki Baraat (Female) Yaadon Ki Baaraat (1973) 03:12 14417
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:12   Song Number : 14417   

Yaaro Ab Kya Hoga Ab Kya Hoga (1977) 05:40 12615
 
Poster of Ab Kya Hoga (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 05:40   Song Number : 12615   
Karaoke Songs of Neetu Singh, Sad Songs of Neetu Singh, Love Songs of Neetu Singh, Dance Songs of Neetu Singh, Hip-hop songs of Neetu Singh, Best songs of Neetu Singh, Super hit songs of Neetu Singh, hit songs of Neetu Singh, duet songs of Neetu Singh, solo songs of Neetu Singh, old songs of Neetu Singh, famous songs of Neetu Singh, Hindi Karaoke Songs of Neetu Singh, Hindi Sad Songs of Neetu Singh, Hindi Love Songs of Neetu Singh, Hindi Dance Songs of Neetu Singh, Hindi Hip-hop songs of Neetu Singh, best Hindi songs of Neetu Singh, super hit Hindi songs of Neetu Singh, hit Hindi songs of Neetu Singh, duet Hindi songs of Neetu Singh, solo Hindi songs of Neetu Singh, old Hindi songs of Neetu Singh, famous Hindi songs of Neetu Singh, Sing Along Songs of Neetu Singh, Sing Along Sad Songs of Neetu Singh, Sing Along Love Songs of Neetu Singh, Sing Along Dance Songs of Neetu Singh, Sing Along Hip-hop songs of Neetu Singh, Sing Along Best songs of Neetu Singh, Sing Along Super hit songs of Neetu Singh, Sing Along hit songs of Neetu Singh, Sing Along duet songs of Neetu Singh, Sing Along solo songs of Neetu Singh, Sing Along old songs of Neetu Singh, Sing Along famous songs of Neetu Singh